Pehle Pyaar Ka Pehla Gham Lyrics by Jubin Nautiyal and Tulsi Kumar is latest Hindi song with music also given by Manan Bhardwaj. Pehle Pyaar Ka Pehla Gham song lyrics are written by Rashmi Virag.

Pehle Pyaar Ka Pehla Gham Song Detail
Singer: Jubin Nautiyal, Tulsi Kumar
Composer: Manan Bhardwaj
Lyrics by: Rashmi Virag
Pehle Pyaar Ka Pehla Gham Lyrics
Bin bole yoon tera jaana
Shayad na seh paaye hum
Itni saari saasein hai par
Ik bhi na le paaye hum
Aa bhi jaaon na aaye toh
Sachmuch hi na mar jaaye hum
Pehle pyaar ka pehla gham
Pehli baar hai aakhein nam
Pehle pyaar ka pehla gham
Pehli baar hai aakhein nam
Pehla hai tanhaai ka ye mausam
Are aa bhi jaaon warna ro denge hum
Mera tann mann saara tere rang ranga
Meri rooh mein tera ishq basein
Maine sud bud khoyi saara chain gawaya
Tu jo saath nahi dhadkan na chalein
Aa bhi jaaon warna ro denge hum
Pehle pyaar ka pehla gham
Saj dhaj ke teri main raah taku
Saj dhaj ke teri main raah taku
Taarikh bata kab aaoge
Baat dino ki ya barso ki
Kitna waqt lagaaoge
Aa bhi jaaon warna ro denge hum
Maana ke doori si hai
Thodi mazboori bhi hai
Lekin ek din badlenge ye mausam
Haan tumko jyada rone na denge hum
Meri nind mein khwaab mein
Sab mein tu

