Naya Nazariya Lyrics by King ft. Priyanshi Srivastava is latest Hindi song with music also given by Saurabh Lokhande. Naya Nazariya song lyrics are written by King.

Naya Nazariya Song Detail
| Song Name: | Naya Nazariya |
| Singer: | King |
| Composer: | Saurabh Lokhande |
| Lyrics by: | King |
| Music Label: | King |
Naya Nazariya Lyrics
Naya nazariya
Dekh meri jaan
Naya nazariya
Khole tu aankhein
Nayi hain duniya
Naa khud ko rok meri jaan
Naya nazariya
Rakh zinda saansein
Khade ho chalo aage badho ab
Aankhon mein aim mere
No gona stuff
Jab tak mein pahochu na ab
Jaha mein hoon
On the top
If feel like number one
If feel like really inaff
To nacho haath uthake
Ke jaise nobody watching us
Wohh
Naya feel and flow
Baatein lage sach
Jab naam kare gloww
Jab zindagi tez
Kaise kaam chale slow
Naa humko aaya rukna
Karke bas kamal uthna
Jitna kheech ne chaloge
In haathon se bahar hoon itna
Aye!
Naa soche jyada
Baby come in loose your budy
Don’t matter
Duniya kya bole, aur kya kehna chahti
Hum wahi karke man me marji
Joh hai aati
Hum rukne waale nahi hai
Yeh kasam khani
Naya nazariya
Dekh meri jaan
Naya nazariya
Khole tu aankhein
Nayi hai duniya
Naa khud ko rok meri jaan
Naya nazariya
Rakh zinda saansein
Khole tu aankhein
Rakh zinda saansein
