Kareeb Lyrics by Vishal Dadlani ft. Siddharth Nigam is latest Hindi song with music also given by Goldie Sohel. Kareeb song lyrics are written by Kunaal Vermaa.
Kareeb Song Detail
Singer: Vishal Dadlani
Composer: Goldie Sohel
Lyrics by: Kunaal Vermaa
Kareeb Lyrics
Dekha tune dekha maine
Chori chori yun to sau dafa
Haan sau dafa
Jeele thoda ho naa jaye baaton
Baaton mein hi yun subha
Haan yun subha
Sau baaton ki baat hai ek
Main hoon tera toh kya sochna
Koi karke bahana
Aa jaana mere kareeb
Koi karke bahana
Aa jaana mere kareeb
Aaya tu jabse nazron mein
Maine phir khwaab dekha naa
Hoga kal se yeh khabron mein
teri haan ki bachi hai deriyaan
Tu rahega mere zikron mein
Ab kabhi koi hoga naa
Kehna paau chahe lafzon mein
Phir bhi karta rahunga main bayaan
Tu chaahiye baaki karli hai
Maine saari tai yaariyan
Koi karke bahana
Aa jaana mere kareeb
Koi karke bahana
Aa jaana mere kareeb
Aa jaana mere kareeb
Aa jaana aa jaana
Aa jaana mere kareeb


