Wafa Na Raas Aayee Lyrics by Jubin Nautiyal is latest Hindi song with music also given by Meet Bros. Wafa Na Raas Aayee song lyrics are written by Rashmi Virag.
Wafa Na Raas Aayee Song Detail
Singer: Jubin Nautiyal
Composer: Meet Bros
Lyrics by: Rashmi Virag
Wafa Na Raas Aayee Lyrics
Roun ya hansun teri harkat pe
Ya phir teri tarif karun
Mere dil se tu aise khel gaya
Ab jee na saku maar bhi na saku
Teri zehar bhari do aankhon ki
Mujhe chal samjh mein na aayi
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Sadiyon yeh zamana yaad rakhega
Yaar teri bewafai
Wafa na raas aayi tujhe o harjai
Waadon lashon ko bol kahan dafnaun
Waadon lashon ko bol kahan dafnaun
Khwaabon aur yaadon se
Kaise tumko mitaun
Kyun na main tujhe pehchan saka
Sach tere nahi main jaan saka
Tere noor se jo raushan kabhi
Us shehar mein aag lagayi
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Sadiyon yeh zamana yaad rakhega
Yaar teri bewafai
Wafa na raas aayi tujhe o harjai
Jis jis ko mohabbat raas aayi
Woh log naseebon wale the
Taqdeer ke hathon haar gaye
Hum jaise jo the
Sunn yaar mere oh harjaai
Hum thode alag dilwale the
Par jaisa socha tha humne
Tum waise na the
Tune waar kiya sidhe dil pe
Aur palak bhi na jhapkayi
Wafa na raas aayee tujhe o harjai
Wafa na raas aayee tujhe o harjai


