Waqt Ka Jungle Lyrics from Dobaaraa is latest Hindi song sung by Armaan Malik with music also given by Gaurav Chatterji. Waqt Ka Jungle song lyrics are written by Hussain Haidry.

Waqt Ka Jungle Song Detail
| Film/Album: | Dobaaraa |
| Song Name: | Waqt Ka Jungle |
| Singer: | Armaan Malik |
| Composer: | Gaurav Chatterji |
| Lyrics by: | Hussain Haidry |
| Music Label: | Saregama Music |
Waqt Ka Jungle Lyrics
Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara
Ghoome galiyon mein
Gol gol zindagi
Mile joh bhi lage
Zara zara ajnabi
Aur nazarein dhoondhe raah
Dikhaane waala sitaara
Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara
Qadam qadam yeh dam dam
Sawaalon mein khoya chala jaaye hai
Qadam qadam ye dam ba dam
Andheron mein dooba chala jaaye hai
Sawaalon mein khoya
Andheron mein dooba
Chala jaaye hai
Chala jaaye hai
Phire tanha musaafiron sa gamzada
Suni raat bhar aahaton ki ye sada
Aur raat kahe sub haan
Naa aayegi dobaara
Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara
