Arey Pyaar Kar Le Lyrics from Shubh Mangal Zyada Saavdhan is Latest Hindi song sung by Bappi Lahiri, Ayushman Khurana featuring Gajraj Rao, Neena Gupta. The music of new song is recreated by Tanishk Bagchi while lyrics penned by Vayu and rap written and performed by Ikka and video is directed by Hitesh Kewalya.
\n
\n
Arey Pyaar Kar Le Song Detail
\n
Singer: Bappi Lahiri, Ayushman Khurana
\nLyrics: Vayu
\nMusic: Tanishk Bagchi
\n
\n
Arey Pyaar Kar Le Lyrics
\n
Meri Marzi Mera Dil
\nJisko Doon Tujhko Kya
\nDuniya Wale Jo Bhi Bole
\nKehne Do Mujhko Kya
\n
Main Khullam Khulla
\nAaj Ye Izhaar Karta Hu
\nMain Aadmi Hu
\nAadmi Se Pyar Karta Hu
\nUmm-Aah
\n
Yaar Bina Chain Kaha Re
\nPyaar Bina Chain Kaha Re
\nSona Nahi Chandi Nahi Yaar Toh Mila
\nArey Pyaar Kar Le
\n
Yaar Humein Paisa Nahi Pyaar Chahiye
\nKoyi Mann Chaaha Dildaar Chahiye
\n
Pyaar Ko Zamaana Kamjor Samjhe
\nAashiqon Ko Duniya Ye Chor Samjhe
\nPyaar Na Rukega Chahe War Kar Le
\n
Yaar Bina Chain Kaha Re
\nPyaar Bina Chain Kaha Re
\nSona Nahi Chandi Nahi Yaar Toh Mila
\nArrey Pyar Kar Le
\n
Yaar Bina Chain Kaha Re
\nPyaar Bina Chain Kaha Re
\nSona Nahi Chandi Nahi Yaar Toh Mila
\nArrey Pyar Kar Le
\n
Arrey Pyar Kar Le…
\n
\n
Arey Pyaar Kar Le Song Video
\n
