Aahista Aahista Lyrics by Saaj Bhatt is latest Hindi song with music also given by Amjad Nadeem Aamir. Aahista Aahista song lyrics are written by Amjad Nadeem.

Aahista Aahista Song Detail
| Song Name: | Aahista Aahista |
| Singer: | Saaj Bhatt |
| Composer: | Amjad Nadeem Aamir |
| Lyrics by: | Amjad Nadeem |
| Music Label: | White Hill Beats |
Aahista Aahista Lyrics
Aahista aahista
Aise dil ko kisi ne
Chhuya hi nahi
Aise dil ko kisi ne
Chhuya hi nahi
Jaise ab ho raha hain
Huya hi nahi
Ishq karte ho toh
Phir jataya karo
Ishq karte ho toh
Phir jataya karo
Raaz dil hamse yoon
Na chhupaya karo
Aahista aahista
Aahista aahista
Ham tumhare huye
Aahista aahista
Ham tumhare huye
Yoon na nazaron se
Hamko churaya karo
Ek kar ham tumhein
Faana ho gaye
Yoon na chehre se
Zulfein hataya karo
Aahista aahista
Takate hain jab
Tumko chup chup ke
Dhadkan chale
Meri ruk ruk ke
Takate hain jab
Tumko chup chup ke
Dhadkan chale
Meri ruk ruk ke
Pass rehte ho tum
Mere dilbar kyun
Chain lunga
Tujhe haasil karke
Baat dil ki zara
Tum suna toh karo
Haan baat dil ki zara
Tum suna to karo
Jaan haazir tum bas
Ishara karo ishara karo
Aahista aahista
Aahista aahista
Hum tumhare huye
Aahista aahista
Hum tumhare huye
Yoon na nazaron se
Hamko churaya karo
Ek kar hum tumhein
Faana ho gaye
Yoon na chehre se
Zulfein hataya karo
Aahista aahista
