I’m Flyin Lyrics by Akull is latest Hindi song with music also given by Akull. I’m Flyin song lyrics are written by Kumaar.

I’m Flyin Song Detail
| Song Name: | I’m Flyin |
| Singer: | Akull |
| Composer: | Akull |
| Lyrics by: | Kumaar |
| Music Label: | VYRL Originals |
I’m Flyin Lyrics
Nazron se joh nazrein mili
Teri nazron main main kho gaya
Mere pair patang bann gaye
Teri khushbu ka joh asar ho gaya
Joh bhi ho raha
Acha laag raha
Jhoota sa yeh khwaab
Mujhe sachha laag raha
Udne laga hoon main udne laga
Teri wajah se main udne laga
Udne laga hoon main udne laga
Tune di hawa toh main udne laga
I’m flyin
Badalon se hone lagi hai yaariyan
Aasmaan se aage jaane ki taiyaariyan
Badlon se hone lagi hai yaariyan
Chand pe hai teri meri davedariyan
Na tujhe khabar
Na mujhko pata
Yeh ishq hai ya phir
Sitaaron ki duaa
Udne laga hoon main udne laga
Teri wajah se main udne laga
Udne laga hoon main udne laga
Tune di hawa toh main udne laga
I’m flyin
Ab zameen pe yeh dil na lage
Ab hawa main hi pyar karein
Ek saans main dono jeeyein
Kaatein raatein yahi ho subah
Udne laga hoon main udne laga
Tere ishaaro pe main udne laga hoon yaar
Udne laga hoon main udne laga
Tune di hawa toh main udne laga
