Ilzaam Lyrics by Arjun Kanungo, King is latest Hindi song and featuring Carla Dennis with music also given by Arjun Kanungo. Ilzaam song lyrics are written by Arjun Kanungo, King.

Ilzaam Song Detail
| Song Name: | Ilzaam |
| Singer: | Arjun Kanungo, King |
| Composer: | Arjun Kanungo |
| Lyrics by: | Arjun Kanungo, King |
| Label: | One Mind Music |
Ilzaam Lyrics
Bata de mujhe
Wajah de mujhe
Mera hi main naa raha
Sab dhoondh raahe
Maine kiya aisa kya
Hum fir naa mile
Main khud se hi kyun lapata
Hata de usse mita de usse
Duniya bani pyaar ki ilzaam tale
Tune kiya aisa kya
Hum fir naa mile
Tune kaha tha mujhe
Naa chhod ke jana kabhi
Fir kyon palte hon alag
Par bura toh nahi
Ilzaam lage ke main baadal gaya
Kyun baadal gaya
Kabhi puchh meri jaan
Aansuon se bhara samandar tha mera
Tu tair naa saaki main dub gaya
Ilzaam laage
King!
Thodi waafa mujhse bhi kar leti
Maan leta par khuda ke
Naa jane seh gaye kitne sitaam
Socha tum haqdaar waafa ke
Hum galti se seekh gaye
Kabhi karna karna naa bharosa
Husna waalon pe
Khool ke bata do
Kya hisaab karoge
Ho itna chup reh ke
Kya barbad karoge
Aur ab joh le hi chuke ho
Tum sab hamara
Ab kyun yaad karoge
Ilzaam lage ke main baadal gaya
Kyun baadal gaya
Kabhi puchh meri jaan
Aansuon se bhara samandar tha mera
Tu tair naa saaki main dub gaya
Tere zulmon ko main aaj bhi
Hoon kyun seh rahan
Tu bewajah bewafa kyun baani
Pehli daafa jahan yeh mera roh gaya
Sab kho gaya joh tu naa mili
Jaane jana aisa kya hai
Tune mujhse joh churaya
Mujhse puchho jeena kya hai
Itna chah ke bhi mil naa paya
Maine mana dil dukha hai
Apne haal pe rona aaya
Duniya jeeti sabko paya
Bas ek pyaar tera hisse naa aaya
